Sunday 18 March 2012

Main uski zaat pe aisay yaqeen rakhta hoon"

Main uski zaat pe aisay yaqeen rakhta hoon"

"K jesay paaoun k neechay zameen rakhta hoon"

"Haqiqton ki to badsurati hy apni jaga"

"Mager main khuwab boht dilnasheen rakhta hoon"

"Ye naaz hy k koi nadaan mera dushman nahi"

"Ye fakhar hy k main dost boht azeem rakhta hoon"

No comments:

Post a Comment