Wednesday 1 February 2012

Ab or kis subha se main aas lagaon.

Ab or kis subha se main aas lagaon.

Jab shaam tak b usko main yaad na aaon.

Wo kho gya hai shayed apni rafaqaton main.

Ab barishon k moasum main yaad kya dilaon.

Tarpa nahi hai ab tak wo kisi ki judaiyon mei.

Main apne aansoou ko faryaad kyun banaon.

Charcha abhi nahi hai ruswaiyon ka meri.

Darta hon kal jahan main ruswa ho na jaon.

Kehta raha hon usko mere sath sath chalna.

Wo agay nikal gaya hai main kahin bichar na jaon.

No comments:

Post a Comment