Wednesday 14 March 2012

Tujh se dil ki bat kahon kis tarha.

Tujh se dil ki bat
kahon kis tarha.

To meri jan hy
tujhe bataon kis tarha.

To anjan hy
ya ban raha hai.

Ye andaza lagaon kis tarha.

Muqadar se muqadar milna to dor ki bat,

Tere dil se dil milaon kis tarha.

To mily na mily ye qismat ki bat hy mgr,"DOST"

Tujhe chaha hy tujhe ab bhool jaon kis tarha..?

No comments:

Post a Comment